Posts

Showing posts from 2018

Ek Prem katha no nano evo tukdo❤️

Ek chokri ae Ena Premi ne kahiyu k oyy tu to bovjj Saro che... Rup thi b ane svabhav thi bhi... To chalne apde Tara mate mara karta bhi kyay sari chokri gotiye... To ene bov sharar javab apyo... Me pandda ma... Ful ma... Nani nani Ramtii chokariyo ma... Mummy ne rasoda ma joi Ena ma... Badha ma tane joi ne... Ek dost na roop ma... Ek Ben na roop ma... Ek premika na roop ma... Badha ma tanejj joi che... Ane patni na roop ma b tanejj jova mangu Chu... Rojjj savare uthine pelo taro vichar Ave... Ne rojj Ratna Suva Pela chello vichar b tarojj Karine suv... Arisa same joi ne Malki jav Chu... Ane scooter par Jata Jaya hasi padu Chu... Mari vaato... Mara geeto... Mara swass... Badha ma tujj cho... Mane mara bolva Pela samajnar... Mara vakiyo ne purna-karnar... Mari aashao ma sahaj maro Saath nibhavnar... Bass tujj cho... Aa duniya ma mara mate Tara karta sari koijj chokri Nathi... Su tu Mari ardhangini banine mane tanejj sopis...??? Aa sambhdine chokri aena aasu n...

Sabme teri talash hai...

A poetry❤️... Aaj ye dooriyan jo Bani hai... Vaqt ne pehle se kahi hai... Na tere bin jine ka khof tha... Na kabhi khalipan ka asar tha... Tu Kis baat se Dara tha... Jab tere saath mein khada tha... Saath mushkilo ka samna karna tha... Tere vajud ka Sahara tha... Ek dorr tu Nikal Gaya hai... Itna door jo Gaya hai... Paas Ane ka bhi Darr sa ban Gaya hai... Sabse dooriyan b me ab banane lagi hun... Tere goome hue vajud se b baat karne mein lagi Hun... Neend bhi uda Rakhi hai... Bhookh bhi Mita Rahi hai... Hann Lekin me darpok nahi hoon... Hann hann me darpok nahi hoon... Maa-baap Ko na yun rulake jaungi... Unka bhi sar uncha karke jaungi... Mere vajud ka farz nibhake jaungi... Aur har ek saks Ko sambhalke jaungi... Bohot hai yahan meri kadra karne vale... Na jaane fir bhi kyu un sabme teri talash hai... Na jaane fir bhi kyu un sabme teri talash hai...

Salam

Tu papa Ni jemaj khijato... Ne mummy Ni jemaj vahal karto... Tu jarur pade Tyare khubaj khijato... Ne jarur pade Tyare taraj hath na ghera ma sameti ne rakhto... Jo mane kyarey radvu ayvu to mane khubj samjavto .. Ne jo no samju to gusso Karine ne marine pn samjavto... Ne pachi khudaj chane thi ROI letoto... Maa ne tame kevanu tejjj to sikhdaivutu... Ne maa jevu banvani tejj to Prerna apiti... Papa jevu strong banvanu bhi to Tej sikhdaivutu... Ne emna jevi hoshiyar ne sari samaj tejj to janaiviti... Bike chalavta notu avadtu ne Tyare taru bike tejj to ayputu... Ne ha kick Marta bhi me Tara bike par thijj sykhutu... Harroj mara koi na koi natak ne tuj to sahan kartoto... Are ne Tara natak bhi to kya ocha hata... Prem su Che ae te samjaivutu... Ne lagnino pul b tejj baindhoto... Jyare hu khota raste jti ne Tyare tuj to hath pakdine pacho laivoto... Ne sacho Rasto batavnar tujj to hato... E Tari Masti...tari lagni...Tari e Salah...Tari e samaj...tari e badhijj Sikh...hu...

Lakire...

Kya khoob likha hai khuda ne in lakiro me... Na chah tu kisko itna...na chah tu kisiko itna... Ki kho de tu khud Ko in fakiro me...

RAAH⏲️

समुन्दर का किनारा सूम सा लगा... लहरें भी कुछ शान्त सी लगी... बोहोत धीमी सी हल-चल पानी की भी लगी ... कुछ तूफान के आने का संदेश सा लगा... सोच में खोयी हुई थी में इन सब के बीच... और अचानक ना जान...

Baarish❤️

Aaj to baarish bhi sahi waqt par aayi... Aesa Laga Jese zakhm Ko chupane aayi... Us saksh ki yaadon ki bochar leke aayi... Har ek aasuon Ko apni bundo me Gholl ke aayi... Shayad vo bhi goom SA hoga... Shayad vo bhi nam SA hoga... Aur shayad isiiliye...hann hann shayad isiliye... Itnii zhorr se aayiii❤️... Bheeg gayi Hun uske pyaar mein... Aur shayad isiiliye mere sath khud bhi bheegne aayi❤️...

Kasshhhhh❤️

Taras gayi hoon un aankho Ko dekhne ke liye... Jo aankhe Hume ek hone ka ehsaas dilati hai... Taras gayi hoon uski muskurahat Ko dekhne ke liye... Jo mujhe khud Ko bhulane me majboor ka rdeti hai...❤️❤️❤️ Na jaane Kahan chala Gaya vo Dil churake... Marr Rahi hoon ab usike Dil ki dhadkan sunn ne ke liye... Aaj bhi lagta hai tu paas hai mere... Phir shayad kyu lagta hai...kya kabhi ho bhi payenge ek dusre ke...??? Ya yeh Safar chut jayega kahinn jaake...🕛 Kashhhhh ye waqt theher jaaye...     Teri baahon me chupne ke Baad... Kashhhhh ye waqt theher jaaye...      Teri muskurahat dekhne ke Baad... Kashhhhh ye waqt theher jaaye...       Teri aankhon me doob ne ke Baad... Kash ye waqt theher jaaye... Kash ye dhadkan theher jaaye ...        Teri seene se lagne ke Baad...❤️💕💝

Subhe

Aaj ki subhe ki baat hi kuch aur haii... Thandiii si havaon ka andazz hi kuch aur hai... Ankhe bandh karke kisi raste ki aur nikal Jana hai... Khud Ko kahinn Anjaan si jagah leke Jaana hai... Jahan na to koi jaanta hai...naahi koi pehchanta hai... Bas tu aur tera vajood hai! Bas tu aur tera junoon hai! Khoob sunder si panktiyann aaj Mera mann kehta hai: Insan tu apni raah chal... Vahann chal Jahan koi nahi chal Raha hai... Kho de khuddd Ko... Masstttt malangiii hojaa... Zindagi ke hassin rango me Khoja... Pyaar kar...pyaar baant...aur pyaar me fanah hoja❤️...

Ankhe❤️

Aj kal har baat pe chalakta dekha hai in ankho Ko... Har saksh se Nazar churate dekha hai in ankho ko... Begano ki to kya baat kare janab... Aj kal apno se b Nazar chupate dekha hai inn akho Ko...

Teri chahat...

Kyu teri Chahat rulati hai rozz subhe.. Kyu har pal tere bewafa hone ka Darr Satata hai mujhe... Vo har ek soch jo sanso k Sath jaati hai wo maar hi dalti hai mujhe... Vo har guzra hua lamha Khushi to lata haii...Lekin kyu Sath me tere chod k jaane ka Darr Satata hai mujhe... Aj kal bohot udas sa rehta hai Dil... shayad is tezi se badhti zindagi ki raftar se darta hai Dil... Khamosh si Rehti Hun... khud se hi bichadti Hun...Par teri Doorie se darti Hun... Hann chal tu shayad ek din bana bhi le fansle... Par terii wafaii vali zalim ankhon ki Chahat aj bhi rakhti Hun❤️...

Lamhe

Lamhe... ❤️ *Jinki na anhat aati hai na khabar aati hai... Bass yunn hi aate hai aur bikhar se jaate hai... Gum ki koi mehfil leker to kabhi khushiyon ki Meher leker... Vo aate hai... Kabhi maa ka pyaar leker...kabhi Papa ka dular leker... Kabhi Mehboob ki aankhon me Khushi dikha kar to kabhi usi ke khone ka Dard leker... *Kya khoob zindagi Mili hai... Tarazoo me tol k har kisi ke hisse ke Lamhe deti hai... Kounsa kisko kitna Dena hai sab hisab karke deti hai... Kuch Lamhe uski Chahat ke... To kuch Lamhe uski durii ke... Vo bhai-behen ke saath jagadne ke... To kabhi unhi se bichadne ke... Yeh Lamhe milte hai zindagi k Sagar me... Aur rang dete hai ise kayii hasin rangoo me... Lamhe unki Dosti ke... Lamhe vo yaari ke... Vo Baarish me bheegte hui gaane gaane ke... Vo pagalon ki tarah hasne ke... Ya vo sabhi dosto se bichadke unko vapas na Milne ke... *Kya hasin Sitam dikhlati hai ye zindagi... Sab kuch sikha ke Jaan leti hai ye zindagi... Lamho Ko gam...

Ek Kinare ki gehrai...

"Kinare ki gaherai " A challenging topic but not impossible ones! Mera vajud kinare par beithe uske Laut aane ka intazar kar Raha tha... Har pal uske Naam ka rattan kar Raha tha... Har sans me uski yaad Ko mehsoos kar Raha tha... Har leher k Sath uske pass hone ka Sapna dikha Raha tha... Par har sham uske kal pakka aane ke khayalon me hi dub jaati... Pata nahi kyu vo kabhi Laut k nahi aaya... Lekin Uska vapas aane ka khayal Baar Baar aaya... Sochti Rahi...Meri nazre use dhundhti Rahi..Lekin na vo aaya na uska koi khat aaya... Shayad ajjj kinare ko b uskii ahemiyat pata chal gayi... Na milne ke dukh ki kimat pata chal gayi... Wo har ek gira hua aansu use gehra banata Gaya... Aur shayad isi tarah... Aur shayad isi tarah uski gehraiyan badhti gayiii... Jab jab koi bichda hai...Tab tab vo toota hai... Jab jab vo toota hai...Tab tab Paani bikhra hai... Aur Jab jab vo Paani bikhra hai...Tab tab us kinare pe ishq ke Sagar ki badh aayi hai... Jab jab vo Ishq ke Sa...

Pyaar ek nasha...

We all are familiar with the "my name is Mukesh... I m 27yrs old I started smoking at the age of 24yrs...Etc etc " Right! But but but all these habits and addictions are those which can be cured... So now you are thinking so what does I want to say and what does I really mean...Okay okay no more confusions let me come directly to the point... We all have heard this line... From a very famous movie - Ae Dil hai mushkil "pyaar ek cancer ki tarah hota hai...Bin bulaye aajata hai aur maar ke chala jaata hai " In this world agar tumne kisii se shiddhat wali mohobaat, shiddhat vala Ishq ya ya shiddhat vala pyaar kar Liya na boss to us Insan ki aadat kabhi nai chutti..."when you are addicted with any person in your life rather your mom,dad, bessstiiee,cousins or any of your family members or or might be your soulmate/love of life/ spouse/boyfriend...Their addictions wl never be wiped off from your life..."... So this time something new on Love... Uske...

Tu❤️

Kismat meri tere hatho se likh de... Hasrat meri tere hatho me rakhle... Yun hi hamse rusvaah na Raha kar ae Jaan... Chahe to Mera Dil chir k rakhde... Chura kar ise tune dua mukammal si kardi... Teri baahon me ise kedd si kardi... Ishq mohobat to log unhii karlete hai... Tune to mujhme deewangi si kardi... Tere ishq k samne humne sar juka diya... Teri ruh Ko bhi seene se Laga diya... Meri Pehchan Ko b aese Badal diya... Zinda rehne ka Jese Sabab hi Badal diya... Meri mohobaat Ko b be'dastoorr sa kar diya... Khairaat ko teri mene khudha k havale kardiya... Bass yunhi teri ruhaniyat me , unhone meri duaaaoon, me Tera Naam likh ke use kabool kar diya...

Tera pyaar aur mein...

Are in hawaaoon k isharo ko to dekho koiii...!!! Inn massttt nigahoo ki adaoonn ko to dekho koiii...!!! Iss zaalim Dil k pyaar bhare gunahoo ko to dekho koiii...!!! Maasshaaa-aallaahh...!!! Hawaaiienn mujhe Teri aur khichii chali jaa rahi Hai...Inheenn roko to koiii...!!! Nigahoon me b hamari tassvirr dikh rahi Hai...Issshhhh ise hataoo to koiii...!!! Gunnaahh saare us naadan Dil k mere naam kardo to koiii...!!! 

Ek mulakat...

Shukra khuda ka is hasin mulakat k liye… Mulakat aisi ki hume khbar na rahi humari… Wo kuch aise humare hote gaye ki hosh naa raha… Hum unme kuch aise ghulte gaye ki khud ko kho bethe... Unki aadate kuch aisi lag gayi ki… Avaz na suni unki to neend me b hum ro pade…!!! Unki isi chahat ne hume pura badal diya… Hume unke pyar me yun savaar diya… Ab hasin si lagne lagi hai sham unme dhal ke… Aur subhe b khubsurat si hone lagi unme hi jaagke…!!! Aj unko hamara shukra adaa karte haii… Ek vaade k sath…! Na chhodenge unko kabhi chahe saans kyu na tham jaaye… Chahat ko kuch is tarah anjam denge ki khuda b majboor ho jaaye svagat karne ke liye… Ek aatma bulaye aur do pohche ek sath…

💝

Aj Sagar ki us gehrai tak pohoch gayi hun ki bahar nikalna mushkil hai... Aur ab us Sagar ke rang badalte dekh soch me pad gayi hun... Kyu khud ko dubne Diya us gehrai tak jab Pata Tha ki pani rang badle ga... Kyu machli me uske rang me rangne k liye jab malum Tha ki ye rang zeher me badle ga... Na jaane Kyu chali thi me uske har ek rang ko badal kar nikharne me... Aur aaj Kyu himmat juta nahi paa rahi hu agar abtak junoon Tha to... Aaj me aisa Kya hai Jo guzre kal ko soch k darata hai... Aaj me aisa Kya hai Jo aane vale Kal ko dekh kar hichkata hai... Kya Karun... Kaha jav...Kya bolu... Kisko apna haal batayan karun... kis taraf mudu ... Kuch Pata nahi hai... Bas dubti hi jaa rahi hu... dubti hi jaa rahi hun... Ek taraf apni duniya se dur hone ka dar satata hai... Aur dusri taraf Sagar ki gehraii dubati jaa rahi hai dubati jaa rahi hai... Dum ghuta jaa Raha Hai... Saanse ruki jaa rahi Hai... Akhir karun to Kya Karun... Ae- khuda -ae- me...