Fir bhi kyu Katni padi ishq ki saza Hume...
Ye Aag jo seene me hai lagi... Ishq ki lattt jesi lagi... Khud Ko kho diya humne... Tujko Paa Liya humne... Kya khbr thi Hume... Dil chhod kar Jana hoga Tod kar rakhna hoga... Dil se puchte hai hum... Pyaar ki kami to na padi...??? Jo pyar me is tarah se hum Chalni-chalni ho pade... Pyar to Kiya tha bas... Gunha nahi Kiya humne... Pyar to Kiya tha bas... Gunha nahi Kiya humne... Fir bhi kyu Katni padi ishq ki saza Hume... Fir bhi kyu Katni padi ishq ki saza Hume... Socha hai humne ye Abhi... Socha hai humne ye Abhi... Ishq na karenge kabhi... Jo raakh ho Chuka hai Dil... Jo haal-ae-hawal hai Dil... Jo chah kar na ho saka... Jo Paa kar hai kho Chuka... Vo pyaar Na chahiye mujhe... Vo chah na hai Hume... Pyar to Kiya hai bas... Gunha nahi Kiya humne... Pyar to Kiya hai bas... Gunha nahi Kiya humne... Fir bhi kyu Katni padi ishq ki saza Hume... Fir bhi kyu Katni padi ishq ki saza Hume...💔